Thursday, 1 December 2016

Healthy and Delicious Beetroot Soup | Tasty, Healthy Beetroot Soup

Healthy and Delicious Beetroot  Soup | Tasty, Healthy Beetroot Soup

How to make a simple Beetroot Soup in this video. This recipe is really easy:
Healthy and hearty soup of beetroot and bottle gourd, tastes good hot or cold
INGREDIENTS:
1 cup beet root - peeled and chopped
1 cup bottle gourd (ghiya) - peeled and chopped
1/2 cup chopped onion
1/2 cup chopped tomato
1/2 cup potato - peeled and chopped
1/2 tsp sugar
salt - to taste
1/4 tsp powdered black pepper
cream
chopped coriander leaves - for garnishing
METHOD:
Place the beetroot, bottle gourd, onion, tomato and potato with two cups of water in a pan. Bring to a boil and then simmer till all the vegetables are soft. Cool and blend in a blender. Strain through a sieve. Add sugar, salt and black pepper. Serve hot or chilled garnished with the cream and coriander leaves.





Chukander Aur  Lauki Ka Sehat Bhara Dilkash Soup, Pesh Karien Thanda Ya Garam
Samagri:
1 Cup Chukander – Cheel Kar Bareek Kata Huva
1 Cup Lauki(Ghiya)- Cheel Kar Bareek Kata Huva
1/2 Cup Bareek Kati Huyi Payaz
 1/2 Cup Bareek Kate Huye Tamatar
1/2 Cup Aaloo – Cheel Kar Bareeek Kate Huye
1/2 Chamach Shakar
Namak Swad Anusaar
1/4 Chamch Kali Miri Powder
Cream
Bareek Kati Huyi Dhaniya Pattiyan – Sajawat Ke Liye
Tareeka:
Ek pan mein 2 cup pani daal kar iss mein chukandar, lauki, tamatar, payaz aur aalu dal kar ubal aane par aanck dheemi kar dijiye aur saari sabziyan naram hone de, phir chuleh se utaar kar thanda hone ke liye side mein rakh de, thanda hone par mixer mein pees le, mixer se nikal kar chain se chaan lijiye, ab iss mein shaker, namak aur kali miri powder mila ljijiye , cream aur dhaniya pattiyon se saja kar thanda ya garam serve kijiye.


No comments:

Post a Comment