Friday, 9 December 2016

Gajar Ka Halwa in Hindi | Quick Gajar Carrot Halwa Recipe

Gajar ka halwa is a delicious combination of grated carrots cooked with mawa and assorted nuts. Just follow simple steps to enjoy this winter special treat anytime at home!

Samagri: 
1 ½ kilo Gaajar,
10 hari ilaychi,
2 tukde dalchini,
½ kilo sakkar,
250 gram desi ghee,
400 gram condensed mil yani gaadha kiya huva doodh ya mawa ya phir khoya,
4 tunera verk,
50 gram badam,
50 gram pista.

Tareeka:
Gaajar ko khis lijiye phir issey ek bartan mein dal kar aag par chada len, thodi thodi der par issey chamach se ghumatae rahen jab tak ki saara paani sookh na jaye, ab iss mein hari ilaychi, dalchini aur shaker mila kar kuch der pakne dein, Phir desi ghee mila kar 5 se 7 minute aur pakayen, aakhir mein iss mein ghaada doodh, ya mawa ya phir khoya mila lein, ek plate mein nikal kar us par saleeke se sunehra vark laga kar pista aur baadam se uski sajawat Karen.



No comments:

Post a Comment